Happy Raksha Bandhan Shayari | रक्षा-बंधन की हार्दिक शुभकामनायें
Happy Raksha Bandhan Shayari for Brother and Sister: Raksha Bandhan festival is the blissful connection of love between brother and sister. It is a famous and commonly India by all Bhai Behen/ brother and sister. It is really preferred festival wherein sister band rakhi or holy thread around their brother’s wrist. In return they upload Some Happy Rakhsha Bandhan Shayari on Facebook or Whatsapp. As a great brother, you may wish your sister with Happy Raksha Bandhan Shayari in Hindi. We Have the Best Collection of Rakhi Shayari in Hindi, raksha bandhan shayari for brother in Hindi, Happy raksha bandhan shayari for sister. The divine thread string indicates the connection of safety wherein sister pray for the wellness of her brother and brother assures to prevent her sister from all damages. Brothers provide gifts or money to her sister during this big event. Raksha Bandhan is a festival in which brother and sister send raksha bandhan shayari in order to celebrate raksha bandhan festival. It’s a festival wherein sisters pray for a long live to his brother both he is elder or younger. Additionally they express their affections by shipping them handmade Rakhi Designs, Raksha bandhan greeting cards along with Shayari, bracelet rakhi and many more. Therefore, remembering the requirement in that we once again get the best raksha bandhan gifts for sister and brothers, raksha bandhan gift ideas and Many More.
————
————
————
————
————
————
————
————
————
————
————
————
————
————
————
————
Happy Raksha Bandhan Shayari
————
————
————
————
————
Happy Raksha Bandhan Shayari for Brother & Sister
Two Line Raksha Bandhan Shayari for Sister
kisī ke zaḳhm par chāhat se paTTī kaun bāñdhegā
agar bahneñ nahīñ hoñgī to rākhī kaun bāñdhegā.
agar bahneñ nahīñ hoñgī to rākhī kaun bāñdhegā.
2 Line Happy Raksha Bandhan Shayari for Sister
Duniya Ki Har Khushi Tujhe Dilaunga Mai…
Apne Bhai Hone Ka Har Farz Nibhaunga Mai…
Apne Bhai Hone Ka Har Farz Nibhaunga Mai…
Happy Raksha Bandhan Shayari in Hindi
Aaj ka din bahut hi khaas hain,
Behna ke liye kuch mere pas hai,
Tere sukoon ki khaatir o behna..
Tera bhaiya humesha tere sath hai.
Behna ke liye kuch mere pas hai,
Tere sukoon ki khaatir o behna..
Tera bhaiya humesha tere sath hai.
Happy Rakhsha Bandhan Shayari for Brother
Chandan Ka Teeka Resham Ka Dhaga,
Sawan Ki Sugandh Barish Ki Fuhar,
Bhai Ki Umeed Bahna Ka Pyar, Mubarak Ho Aapko
“Raksha Bandhan” Ka Tyohar.
Sawan Ki Sugandh Barish Ki Fuhar,
Bhai Ki Umeed Bahna Ka Pyar, Mubarak Ho Aapko
“Raksha Bandhan” Ka Tyohar.
2 Line Raksha Bandhan Shayari in English Fonts
zindagī bhar kī hifāzat kī qasam khāte hue
bhai ke haath pe ek bahan ne rākhī bāñdhī.
bhai ke haath pe ek bahan ne rākhī bāñdhī.
Heart Touching Raksha Bandhan Shayari
Neend apni bhulaa kaar sulaaaye humko,
Aansu apne gira ker hasaye sabko,
Dard kabhi na dena us Mahaan avtaar ko,
Jamana jise kehtaa hai bhai jisko.
Aansu apne gira ker hasaye sabko,
Dard kabhi na dena us Mahaan avtaar ko,
Jamana jise kehtaa hai bhai jisko.
Rakhi Shayari for Sister in English Fonts
Rishta hai janmo ka hamara,
Bharose ka aur pyaar bhara,
Chalo, ise bandhe bhaiya,
Rakhi ke atut bandhan mein.
‘Happy Raksha Bandhan’ to my dearest bro.”
Bharose ka aur pyaar bhara,
Chalo, ise bandhe bhaiya,
Rakhi ke atut bandhan mein.
‘Happy Raksha Bandhan’ to my dearest bro.”
Raksha Bandhan Wishes Shayari for Sister
Mila Hai Kitna Pyaar Muje Tujhse O Bahna,
Kaise Mai Ye Lafjon Me Batlau,
Tu Rahe Khus Humesa Yahi Dua Me,
Aaj Sir Ko Jhukau…
Kaise Mai Ye Lafjon Me Batlau,
Tu Rahe Khus Humesa Yahi Dua Me,
Aaj Sir Ko Jhukau…
Raksha Bandhan Wishes Shayari in Hindi
“Uska Husn gaya kaleja cheer
Nayano Se barbas Chhuta ek teer
vo Muskrai, Nazdeeq aai
Boli, Rakhi Bandhwale mere veer.”
Nayano Se barbas Chhuta ek teer
vo Muskrai, Nazdeeq aai
Boli, Rakhi Bandhwale mere veer.”
yā rab mirī duāoñ meñ itnā asar rahe
phūloñ bharā sadā mirī bahnā kā ghar rahe.
phūloñ bharā sadā mirī bahnā kā ghar rahe.
Chandan ki lakri foolon ka haar,
August ka mahina savan ki phuhar
Bhaiya ki kalayi, bahen ka pyar,
Mubaarak ho aap ko
Raksha bandan ka tyohaar…!!!
August ka mahina savan ki phuhar
Bhaiya ki kalayi, bahen ka pyar,
Mubaarak ho aap ko
Raksha bandan ka tyohaar…!!!
Raksha Bandhan Shayari in Hindi Fonts
याद आता है अक्सर वो गुज़रा हुआ ज़माना,
तेरी मीठी से आवाज़ में भाई कहकर बुलाना,
वो सुबह स्कूल के लिए तेरा मुझको जगाना,
अब क्या करे बहना यही है ज़िन्दगी का तराना.
तेरी मीठी से आवाज़ में भाई कहकर बुलाना,
वो सुबह स्कूल के लिए तेरा मुझको जगाना,
अब क्या करे बहना यही है ज़िन्दगी का तराना.
आया है एक जश्न का त्यौहार,
जिसमे होता है भाई बहन का प्यार,
चलो मनाये रक्षा का ये त्यौहार!
रक्षा बंधन मुबारक !!
जिसमे होता है भाई बहन का प्यार,
चलो मनाये रक्षा का ये त्यौहार!
रक्षा बंधन मुबारक !!
bahan kā pyaar judāī se kam nahīñ hotā
agar vo duur bhī jaae to ġham nahīñ hotā
agar vo duur bhī jaae to ġham nahīñ hotā
Behano Ko Bhaiyon Ka Saath Mubarak Ho;
Bhaiyon Ki Kalaiyon Ko Behano Ka Pyar Mubarak Ho;
Rahe Yeh Sukh Humesha Aapki Zindagi Mein;
Aap Sabko Rakhi Ka Paavan Parv Mubarak Ho!!!
Bhaiyon Ki Kalaiyon Ko Behano Ka Pyar Mubarak Ho;
Rahe Yeh Sukh Humesha Aapki Zindagi Mein;
Aap Sabko Rakhi Ka Paavan Parv Mubarak Ho!!!
Khush kismat hoti hai wo behan
Jiske sir par bhai ka haath hota hai
Har pareshaani mein uske saath hota hai
Ladna jhagadna fir pyaar se manana
Tabhi to is rishte mein itna pyaar hota hai
Jiske sir par bhai ka haath hota hai
Har pareshaani mein uske saath hota hai
Ladna jhagadna fir pyaar se manana
Tabhi to is rishte mein itna pyaar hota hai
Tere Har Gum Ko Apna Bnaunga Mai…
Khud Ro Kar Bhi Tujhko Hsaunga Mai,,
Mushkilo Me Gale Se Lagaunga Mai…
Har Dard Se Tujhko Bachaunga Mai…
Tu Padhe Aur Badhe Uncha Naam Kare…
Is Liye Khud Kma Kar Tujhe Padhaunga Mai…
Lakh Kante Kio Na Ho Mere Rah Me…
Magar Teri Khushi Ke Liye Bahan Un Kanto Pe Bhi Muskurata Chla Jaunga Mai…
Khud Ro Kar Bhi Tujhko Hsaunga Mai,,
Mushkilo Me Gale Se Lagaunga Mai…
Har Dard Se Tujhko Bachaunga Mai…
Tu Padhe Aur Badhe Uncha Naam Kare…
Is Liye Khud Kma Kar Tujhe Padhaunga Mai…
Lakh Kante Kio Na Ho Mere Rah Me…
Magar Teri Khushi Ke Liye Bahan Un Kanto Pe Bhi Muskurata Chla Jaunga Mai…
Happy Raksha Bandhan Shayari
Rishta Hai Ye Janmon Ka
Bharose Ka Aur Pyar Ka
Aur Bhi Gehra Ho Jaaye ye Rishta
Kyunki Rakhi Tyonhar Hai Bhai Behno Ke Pyar Ka
Bharose Ka Aur Pyar Ka
Aur Bhi Gehra Ho Jaaye ye Rishta
Kyunki Rakhi Tyonhar Hai Bhai Behno Ke Pyar Ka
Lal gulabi rang me jhoom rahan sansaar,
Suraj ki rosani aur khushiyo ki bahar,
Chaand ki chandni aur apn kaa pyaar,
Badhae ho aapko yeh Rakhi kaa tyowhar.
Suraj ki rosani aur khushiyo ki bahar,
Chaand ki chandni aur apn kaa pyaar,
Badhae ho aapko yeh Rakhi kaa tyowhar.
वो बचपन की शरारते,वो झूलों पे खेलना
वो माँ का डांटना,वो पापा का लाड—-
पर एक चीज़ जो इन सब से ख़ास है—
वो है मेरी प्यारी बहन का प्यार
रक्षा-बंधन की हार्दिक शुभकामनायें-
वो माँ का डांटना,वो पापा का लाड—-
पर एक चीज़ जो इन सब से ख़ास है—
वो है मेरी प्यारी बहन का प्यार
रक्षा-बंधन की हार्दिक शुभकामनायें-
Aaya Rakhi ka tyohaar
Chhayi khushiyon ki bahaar
Ek resham ki dori se bandha
Bahan ne bhai ki kalaayi pe pyaar
Happy Raksha Bandhan!
Chhayi khushiyon ki bahaar
Ek resham ki dori se bandha
Bahan ne bhai ki kalaayi pe pyaar
Happy Raksha Bandhan!
Tyoharo ka tyohar
Rakhi ka tyohar.
Jis se jhalakta he
Bhai Behen ka Pyaar..
Happy Raksha Bandhan…
Rakhi ka tyohar.
Jis se jhalakta he
Bhai Behen ka Pyaar..
Happy Raksha Bandhan…
Pal Pal se banta hai ehasas,
Ehsas se banta he vishvas,
Vishvas se bante he rishte,
Aur rishte se banta hai koi khas,
Wishing a happy raksha bandhan.
Ehsas se banta he vishvas,
Vishvas se bante he rishte,
Aur rishte se banta hai koi khas,
Wishing a happy raksha bandhan.
Nice Poast Very Nice Sir Carry On
ReplyDeleteGood Jobs
Sweet good night quotes in hindi