Poem on Daughter in Hindi | Beti Bachao Kavita & Slogan | Beti Pe Hindi Kavita

Beti Pe Hindi Kavita | Poem on Daughter in Hindi & Slogan | 
 Beti Pe Hindi Kavita | Poem on Daughter in Hindi | Beti Bachao Slogan Kavita Ghar Ki Chahal Pehal Hai Beti,Beti Bachao Abhiyan Kavita in Hindi, Beti Bachao Desh Bachao, Save Daughters, Girl Child, Female, Poetry, Slogans, Andolan, Campaign, Poem, Nara, Shayari, Daughter,Sms, Messages.

Poem on Daughter in Hindi | Beti Bachao Kavita & Slogan | Beti Pe Hindi Kavita 

Ghar Ki Chahal Pehal Hai Beti,
Jeewan Mein Ek Kamal Hai Beti!!
Dhoop Kabhi Gunguni Suhani,
Kabhi Chand Si Sheetal Hai Beti!!
Shiksha Gun Sanskaar Rop Do,
Phir Beto Jaisi Sabal Hai Beti!!
Agar Sahara De Do Vishwas Ka,
Ganga Jal Si Paawan Hai Beri!!
Prakriti Ke Sab Sadgunn Seencho,
Toh Prakriti Si Nicshchal Si Hai Beti!!
Kyon Darte Ho Paida Karne Se?
Arre Aane Wala Kal Hai Beti!!
Poem on Daughter in Hindi | Beti Bachao Kavita & Slogan | Beti Pe Hindi Kavita

 More Poem on Daughte



Comments